Nazm

Nazm

Click for the archives of Nazml posts

  1. chaar nazmein, chaar taziane
    dard zindagi ka mahasil hai. dard ke beghair zindzgi be kaif hai. Lekin aaj ke dard dard nahin azaab ban gaye hain. aap ne khoob is baat ko ujagar kiya hai.
    Allah mian se ham kya kahen ge … waqayi sharm ki baat hai aur aap ne aakhir mein …… baat adhoori chor kar ghazab ka jhatka diya hai, sochne walon ke liye.
    Aap ko itni gahri soch aur tarap mubarak ho.

    Like

    • Shakil Akhtar sahib,
      Aap shayiri ko rooh me mehsoos karte heN, mujhe ye jaan kar herat aor boht khushi hoi he.
      Is ka matlab he k dard aor taraP ki dolat ap ko bhi mili he.
      Inhi ghazloN me se meri aik ghazal ka shair he:

      ہم کو ہو متاع زیست عطا
      اک قلبِ حزیں، اک دردِ جگر

      shukria.

      Like

Leave a comment